Capacity selected is not appropriate for Firm in PAN Card Application

Capacity selected is not appropriate for Firm - Jab aap new pan form ko submit karate hai. tab apako kuchh aisa bhi error dekhane ko mil jata hai. Yaha aap dekh sakate hai, hame form submit karate time ek error dekhane ko mil raha hai. 

Jisame likha aa raha hai ki Capacity selected is not appropriate  for fir, or llp dono error ka matlab ek hai. enter office name, isame apko office address fill karna hai, jo apane office address empty position me form submit kar rahe hai. office address ko fill kare. 

Capacity selected is not appropriate for Firm in PAN Card Application error ka solution niche diya gaya hai.


Capacity Selected Is Not Appropriate For Firm in PAN Card Application ?

This problem ko fix karane ke liye aap niche diye step ko follow kar sakate hain.

Step 1:- Jab aap new pan card form ko submit karate hai, tab apako niche diya gaya error display hota hai.



Step 2:- Capacity selected is not appropriate for Firm or Capacity selected is not appropriate for LLP Dono me se koi ek ya koi other error bhi dekhane ko mil jata hai.

Step 3:-  Aap Jis category ka pan card apply kar rahe hai. usi category ka koi capacity select karna hoga.

Step 4:-  Jab aap Select PAN Category Ke According Capacity select nahi karake koi other capacity select karate hai, tab apako yah error dekhane ko milata hai.

Step 5:- Agar me baat karu ki "Capacity selected is not appropriate for Firm or LLP" me konsa capacity select hoga to vah hai PARTNER yah select karna hoga.





Step 6:- Normal Business pan card me PARTNER or AUTHORIZED SIGNATUREE Dono me se koi ek hoga. ek baat yaad rakhe isame vahi capacity ke sath form submit hoga jo acceptable hoga.

Jo capacity category ke according nahi hoga vah capacity ke sath form submit nahi hoga. apako error display kar dega. aise me apako Capacity Change Kar ke fir se try karna hoga.


This error ko solve karane ke liye apako pan form me capacity option ko change karna hoga. pahale jo kiya tha usake alawa koi other capacity select karna hoga.

Post a Comment

Previous Post Next Post